Kuch ahsaas ka jashn hai
Kuch Jahan ki pashemani
Dhoop na nikle,
Baadlon se ishq farmati hai wo
Ik khwabida tanhai se masruf Hai kabhi
Aur kabhi ruhani tasavvur se
Wo nazuk awaaz ki Mallika
Jab hazaron khwahishon ki baat kare
To aankh band karke
Kisi aur jahan main kho jayein
Ye man kahta Hai
Wo jo khalish hai unki aankhon main
awaaz banke
ik parwaaz dhoondi hai
kisi aur manzar ki jaanib
Kuch Jahan ki pashemani
Dhoop na nikle,
Baadlon se ishq farmati hai wo
Ik khwabida tanhai se masruf Hai kabhi
Aur kabhi ruhani tasavvur se
Wo nazuk awaaz ki Mallika
Jab hazaron khwahishon ki baat kare
To aankh band karke
Kisi aur jahan main kho jayein
Ye man kahta Hai
Wo jo khalish hai unki aankhon main
awaaz banke
ik parwaaz dhoondi hai
kisi aur manzar ki jaanib
Comments
Post a Comment